Meri paagalpan ho naa
tum hi meri chaahat, poojaa bhi ho naa
duur tumse kaise rahun main, kaho naa
ye duuri hai kabse, hum mile bhi nahi hain
aaye to aaj yahaan, kuch der to raho naa
jaane ki jaldi hai, aaye tum abhi ho
dar hai yeh kaisaa, meri baahon me ho naa
ye aankhon kaa kaajal, ye hothon ki laali
ye zulfon ke baadal, ye kaano ki baali
dekhun main tumko, main tumko hi chaahun
paagal hoon main, tum meri paagalpan ho naa

No comments:
Post a Comment