Tum laut aaye ho
meri chaahaat ka shikaar hoke tum aaj aaye ho
fir se padh padh ke mere geet tum sharmaaye ho
chaahat ko mere fir se ek naya naam mil gayaa
pooraa karne mere har ek khwaab ko tum aaye ho
ab aaye ho yahaan to fir jaane ki baat naa karnaa
reh reh ke duur humse humein bahut tadpaaye ho
ye achchi nahi aadat tumhaari duur duur rehne ki
jhoomun, naachun, yaa gaaun ki tum laut aaye ho
sukhe phoolon me fir se mehek laut aayi hai
wo bhi khush ye dekh jaanaa ki tum laut aaye ho
ye geeton kaa jaadu hai jo tumhe khich layaa hai
aaj fir se padh ke inhe tum fir se muskuraaye ho

No comments:
Post a Comment