Saturday, October 6, 2012

Bhulaanaa tumhe

bhulaanaa asaan hai har ek baat
lekin tumhe bhulaanaa asaan nahi
paa sakta hoon main jo chaahun
lekin bas tumhe paanaa asaan nahi

sab kuch to maaloom hai tumhe
ab kya bataaun tumhe meri jaanaa
mile to bahut log mujhe magar
maine bas tumhi ko apnaa maanaa

No comments:

Post a Comment