Tuesday, October 9, 2012

Tumse pyaar karte hain

jaana   hum  bhi  tumpe  jaan  nisaar  karte hain
tumhaari   kahi  baaton  pe  aetbaar  karte   hain
karke vaadaa mohabbat kaa ab naa pichhe hatna
jaanaa hum bhi tumse pyaar behisaab karte hain

No comments:

Post a Comment