Friday, October 12, 2012

Manzil

tumhe  paayaa  to  lagaa  jaise  maine  saraa jahaan paa liyaa ho
tanhaa  se  safar  me  jeewan  ke jaise koi hamsafar paa liyaa ho
bhatak  rahaa  thaa  anjaan  dagar  pe  jeewan  ke ab tak tum bin
manzil  ka  pataa  nahi, lagtaa hai tumhe hi mazil banaa liyaa ho

No comments:

Post a Comment