Dil hi samajhta hai
dil ki aadat hai ye, ise to bas dil hi samajhta hai,
apno se duur jaake le wo tanhaayi me kyun tadpaata hai,
shayad isme bhi marzi upar baithe us bhagwaan ki ho,
jo kabhi hume rulaata hai to agle pal hume hasaata hai,
khel usi ka hai ye jo hume apno se duur le jaata hai,
aur kisi gair ko apna bana ke hamare kareeb le aata hai,
ye na socho ki bas ghum hi zindagi me bhara hai tumhaare,
aaj agar aansoo hai to kal waqt hamare saath muskuraata hai..